Hain Kaha Ka Iraada Lyrics from Hain Kaha Ka Iraada Song is New Hindi Song sung by Salman Ali with music also given by Tanishk Bagchi. Hain Kaha Ka Iraada song lyrics are written by Manoj Muntashir Shukla
Song Credits:
Song Title:- Hain Kaha Ka Iraada
Singer:- Salman Ali
Music:- Tanishk Bagchi
Lyrics:- Manoj Muntashir Shukla
“Hain Kaha Ka Iraada Lyrics”
Salman Ali
Aa kya janisari hai kya bekarari hai
Ke tum aaj roke nahi ruk rahe
Dagabaaz aankho ne kai raaz khole hai
Chupane se phir se nahi chup rahe
Kya mil gaya koi naya hamsafar tumko
Hamari mohabbat kya thukraoge…
Hai kahan ka
Aa hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se behlaoge
Hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se behlaoge
Sach bataoge
Sach bataoge ke iss chandani raat mein
Kisase wada kiya hai kaha jaoge…
Hajaro khataye bhi tumhe maafi yara
Chahe jo bhi karna bas ye pyar kam na karna
Kisi aur ki baahon mein tumko dekhe
Aankhon pe hamari dekho ye sitam na karna
Hame chodkar jo kisi ke huye tum
To bewafa tum hi kahlaoge…
Hai kaha ka
Aa hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se bahlaoge
Aa hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se bahlaoge
Sach batao ke
Sach batao ke iss chandani raat mein
Kisase wada kiya hai kaha jaoge…
Jo ham tum saath hote hai jab haalat hote hai
Kabhi jagte hai raaton mein kabhi bewaqt sote hai
Tumhare dil ke kamro mein hamara ishw dakhil hai
Najar se ham utar jaye utarna dil se mushkil hai
Koi ched dega mohabbat ki batein
To kisse hamare hi doharaoge
Hai kaha ka
Aa hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se bahlaoge
Aa hai kaha ka iraada tumhara sanam
Iske dil ko adao se bahlaoge…
“THE END”