Aitbaar Lyrics – Faheem Abdullah – Chand Mera Dil

Aitbaar Lyrics from Aitbaar Song is New Hindi Song sung by Faheem Abdullah with music also given by Sachin-Jigar. Aitbaar song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya

Aitbaar Lyrics - Faheem Abdullah - Chand Mera Dil

Song Details:-
Song Title:- Aitbaar
Singer:- Faheem Abdullah
Music:- Sachin-Jigar
Lyrics:- Amitabh Bhattacharya


“Aitbaar Lyrics”

Faheem Abdullah

Aisa hargiz nahin
Mujhe tumse pyaar nahin
Aisa hargiz nahin
Mujhe tumse pyaar nahin

Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin

Dil ki halat hui hai ye pehli
bar nahin
Dil ki halat hui hai ye pehli
bar nahin

Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin
Kya karoon pyaar pe hi mujhko
Aitbaar nahin

Jide naal saaiyaan,
Assaan jind laaiyaan,
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve

Ajj ton ishq da naam badal kar,
Rakh de yaar tabaahiyaan ve

Jide naal saaiyaan,
Assaan jind laaiyaan,
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve

Ajj ton ishq da naam badal kar,
Rakh de yaar tabaahiyaan ve

…Music…

Hum bhi sahi thhe
Tum bhi sahi thhe
Galat phir mod kyon liya kahani ne

Is pyaar ke jo
haq mein nahi thhe
Vahi kyon faisle liye jawaani ne

Itne shikve magar koi zimmedar nahin
In Itne shikve magar koi zimmedar nahin

Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin

Kya karoon pyar pe hi mujhko
Aitbaar nahin

Jide naal saaiyaan,
Assaan jind laaiyaan,
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve

Ajj ton ishq da naam badal kar,
Rakh de yaar tabaahiyaan ve

Jide naal saaiyaan,
Assaan jind laaiyaan,
Dil gaya cheer oh maaiyaan ve

Ajj ton ishq da naam badal kar,
Rakh de yaar tabaahiyaan ve

“THE END”


Aitbaar | Chand Mera Dil | Lakshya, Ananya Panday | Sachin-Jigar, Faheem Abdullah, Amitabh B.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

17 − 1 =