Tu Hai Wohi Lyrics – Asim Azhar

Tu Hai Wohi Lyrics - Asim Azhar

Song Details:-
Song Title:- Tu Hai Wohi
Artist:- Asim Azhar
Written Bt:- Asim Azhar
Composed By:- Asim Azhar
Original Composition By:- R. D. Burman
Original Lyrics By:- Gulshan Bawra
Produced By:- Zain Ali Zeeshan, Asim Azhar, Haider Ali


“Tu Hai Wohi Lyrics”

Asim Azhar

Janay kahan hai
Kahan phir rahi
Main dhoondhoun
Tera jo guzar ho kahin

Tu ne hi waada kia tha jo kal
Main bhutka phiroun sarkoun pe hi
Kahan ho meri jaan
Aisay na sataa

You know I can’t wait
Peechay na bhaga
Kya chahti hai ab tu
Khul k tou bata

Please communicate
Betha idher aas mein main teri kiunk

Tu…
tu hai wohi
Dil ne jisay apna kaha
Jaan-e-jahaan main hun yahan

Tu hai kahan…
Tu hai kahan
Tu … tu hai wohi
Dil ne jisay apna kaha

Jaan-e-jahaan main hun yahan
Tu hai kahan…Tu hai kahan
Pakki baat hai?
Maaf kerde tu samjhay ghalat

I don’t lemme
I’m just stupidly nuts
Teri life hai, tu rockstar
Hum thehrein yahan bus alag

Tainu chahay di space
You think its a phase
Kar le tasalli per wekh
Juri, meri tere naal likhi hai

Duniya wi kehti hai
They fit together
Basically better
Birds of a feather

Sun k main yaad karoun
Dekho ye mehnut
Thori si zehmutt
Kya main call karoun

Tu busy with friends
I should understand
Full care koi baat na kahoun
Koshish karoun,

kaisay na sochoun
Kahan ho meri jaan
Aisay na sataa
You know I can’t wait

Peechay na bhaga
Kya chahti hai ab tu
Khul k tou bata
Please don’t hesitate

Betha idher aas mein main teri kub se
Tu … tu hai wohi
Dil ne jisay apna kaha
Jaan-e-jahaan main hun yahan

Tu hai kahan…Tu hai kahan
Tu … tu hai wohi

Dil ne jisay apna kaha
Jaan-e-jahaan main hun yahan
Tu hai kahan…Tu hai kahan

“THE END”


Asim Azhar – Tu Hai Wohi (Official Video)

#TuHaiWohiLyrics #AsimAzhar #TuHaiWohi #Lyrics #Lyricsilly

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

17 − 14 =