Song Details:-
Song Title:- KYU?
Artist:- EMIWAY BANTAI
“KYU? Lyrics”
EMIWAY BANTAI
Jab se tu mere paas mei,
hua khalaas mei,
DM mein bas ek hi tu
Tha main teri talaash mein,
bahut hi udaas mein
Bin tere lagta hai Kyu?
If tu aur main aur koi na
Ek hone lage hum do
Mera tu hai subah, mera shaam bhi
Aur raaton ke khwaabon mein tu
Oooouuu oouuuuu
Ye na jaanu kyun, jab se aaya tu
Tujhpe gaane mei bas likhta rehta
Ouuuu
Ye na jaanu kyun, jab se aaya tu
Tujhpe gaane main bas likhta rehta
Nasha hai sar pe tera jaise main maikhane mein
Tere siwa koi vibe deta nahi zamaane mein
Gaane mein kya likhun, tu hi soch
Itne saal kyun laga diye zindagi mein tum aane mein
Khaane mein mei daal-chaawal kha raha tha
Ab chaar alag kism ke mei bread-wed tod raha hoon
Area ke ladke hum kya karein?
Tujhpe koi aata toh main seedha use phod raha hoon
Ghar tak main chhod raha hoon, drive nahi long walk
James hoon main tera aur strong apna bond bohot
Safe rakhna, Shahrukh haina duniya ban rahi Don bohot
Mere hote hue inhe bheju wapas DonBosco
Ye hard ladka ab tere bohot kareeb ho gaya hai
Duniya kehne lagi banda ye ajeeb ho gaya hai
Kya karun main, tu hai hi itni keemti
Haan tujhe jo chura liya, ye zamaana gareeb ho gaya hai
Feel ho gaya hai, bhai idhar feel ho gaya
Music aur tu bas banda ye heal ho gaya hai
Fans bolre hard gaana daalo bhai, lo-fi nahi
Kya karein bhai, idhar zindagi mein scene ho gaya hai
Sober pura clean ho gaya hai
Body se full lean ho gaya hai
Achhe se hum soke uth rahe
Zindagi ye dream ho gaya hai
Crowd apna cream ho gaya hai
Grass apna green ho gaya hai
Khaas ab bhi saath hua
Pyaar pe yakeen
Jab se tu mere paas, main hua khalaas
Main DM mein bas ek hi tu
Tha main tere talaash mein, main bahut hi udaas main
Bin tere lagta hai kyu?
If tu aur main aur koi na
Ek hone lage hum do
Mera tu hai subah mera shaam bhi
Aur raaton ke khwaabon mein tu
Oouuu ouuuu
Ye na jaanu kyun, jab se aaya tu
Tujhpe gaane main bas likhta rehta
Ouuuuu
Ye na jaanu kyu, jab se aaya tu
Tujhpe gaane main bas likhta rehta
“THE END”
EMIWAY BANTAI – KYU? (PROD BY EMIWAY BANTAI) | OFFICIAL AUDIO
#KYULyrics #EMIWAYBANTAI #AudioVersion #KYU #Lyrics #Lyricsilly

