Song Details:-
Song Title:- Piya
Artist:- Utsavi Jha
“Piya Lyrics”
Utsavi Jha
Khwabon ki baarishein
In faaslon mein tu kyun ghum hai
Tanha hoon, dekho na
Saason ki aahatein
In chaahaton ko kehna kuch hai
Khamoshi sunlo na
Ab kyun khayaalon mein bhi tu
Zubaan pe meri kyun
Nigaahon mein bhi tu hai
Ab kyun sawaalon mein bhi tu
Jawaabon mein bhi yun
Bayaanon mein bhi tu hai
Bin tere kyun yahaan
Laage na yeh jiya
Dil tera ho liya
O piya
Bin tere kyun yahaan
Pheeki yeh ratiyaan
Aa jaana o piya
Ab jo tu hai yahaan
In khwaaahishon ko na koi darr hai
Roko ab mujhko na
Tujhse din raat hai
Iss aarzoo mein teri dhun hai
Paas aakar sunlo na
Ab yun khayalon mein bhi tu
Zubaan pe meri yun
Nigaahon mein bhi tu hai
Ab yun sawaalon mein bhi tu
Jawaabon mein bhi yun
Bayaanon mein bhi tu hai
Bin tere ab yahaan
Laage na yeh jiya
Dil tera ho liya
O piya
Bin tere ab yahaan
Pheeki yeh ratiyaan
Na jaana o piya
“THE END”
Piya – Utsavi Jha (Visualiser)
#PiyaLyrics #UtsaviJha #VisualiserVersion #Piya #Lyrics #Lyricsilly

