PiyaI Wanna Lyrics – Monali Thakur

PiyaI Wanna Lyrics - Monali Thakur

Song Details:-
Song Title:- PiyaI Wanna
Singer:- Monali Thakur
Composer:- Monali Thakur
Music:- Keshav Tyohar
Lyricist:- Kunaal Vermaa


“PiyaI Wanna Lyrics”

Monali Thakur

Main teri hawa
Tu ban ja mera aasma
Main teri subha
Sitaara tu hai raat ka

Tu aisi dua
Tha sun raha jise khuda
Hai bewajaah
Bina tere meri adaah

Nahi samjha
Ye dil mera
Zara mujhko bataa de yaara
Kya lagta
Hai tu mera
Nahi jab waasta

Main teri hoke piya
Mera dil khoke piya
Chali aayi to kyu sochu
Koi kya soche piya

Babe I wanna..
Babe I wanna
Babe I wanna

Naam tera hothon pe aake jo
Rukta hai
Zahir nazron se hota hai kyon
Chubhta hain na

Mila hai tu mujhe jabse
Gaya hai paar dil hadd se
Bana loon aa tujhe haq se
Main mera phir

Jaaungi door na
Main tujhe
Chaahungi sau guna
Yeah yeah

Main teri hoke piya
Mera dil khoke piya
Chali aayi to kyu sochu
Koi kya soche piya

Babe I wanna..
Babe I wanna
Babe I wanna

“THE END”


Piya/I wanna (Official Music Video) | Butterflies | Monali Thakur | Kunaal Vermaa | Keshav Tyohar

#PiyaIWanna #MonaliThakur #Butterflies #LoveSong #NewMusic

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

two + fourteen =