Mahiya Lyrics – Badshah, Shreya Ghoshal ft. Avneet Kaur

Mahiya Lyrics - Badshah, Shreya Ghoshal ft. Avneet Kaur

Song Details:-
Song Title:- Mahiya
Singer:- Badshah, Shreya Ghoshal
Lyrics:- Badshah
Composed:- Badshah
Music:- Hiten
Sarangi:- Momin Khan
Guitars:- Rhythm Shaw


“Mahiya Lyrics”

Badshah, Shreya Ghoshal

Mahiya Yeh jhumke bindiya chura ke nindiya le jayenge teri,
O piya, tujhe hi dil diya haan kaun iss tarah ho jayegi teri?

Teri aankhein bataye ke tu soyi nahi hai,
Sukoon humko bhi nahi hai,
Mujhe dekh ke shayad lage naa tujhe,
Par aashiq mere jaisa koi nahi hai.

Wajib bechainiyan hai teri,
Mujh mein bhi khaamiyan batheri,
Chahe jahan bhi jau dikhe,
Mujh pe nishaaniyan hai teri.

Joh tu na dikhe toh ye aankhein kis kaam ki?
Zikr na tera toh ye baatein kis kaam ki?
Fikr na kisi bhi baat ki,
Kar tu khaamakha,
Bina raani ke badshah kis kaam ka?

Mahiya Yeh jhumke bindiya chura ke nindiya le jayenge teri,
O piya, tujhe hi dil diya haan kaun iss tarah ho jayegi teri?

Sukoon denge, Sanak denge, Zameen denge, Falak denge
Joh maangega tu haske jaan, tere hanthon me rakh denge.
Bekhabar, rakh thodi si khabar, Kari na jo qadar, hojayegi deri.

Teri parchaayi main banu,
Tanhai main jarun,
Teri aahein main bharu.

Maine maanga tujhe, lagi aake mujhe,
Kisi dua ke jaise tu,
Teri parchaayi main banu,
Tanhai main jarun,
Teri aahein main bharu.

Maine maanga tujhe, lagi aake mujhe,
Kisi dua ke jaise tu,

Rahe na kisi bhi kaam ke,
Jab se bane hain deewane tere naam ke,
Its your boy
jo meri bani hai jaan,
Aave le na chahti jaan meri jaan ke,
Ho jaaye tere…

“THE END”


Mahiya (Official Music Video) Badshah x Shreya Ghoshal – Mahiya ft. Avneet Kaur

#MahiyaLyrics #Badshah #ShreyaGhoshal #AvneetKaur #Lyricsilly

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

15 − fifteen =