Song Details:-
Song Title:- Tu Keh De Toh
Performed By:- Anuv Jain
Written By:- Anuv Jain
Composed By:- Anuv Jain
Music By:- Rishab Joshi
“Tu Keh De Toh Lyrics”
Anuv Jain
Tu keh de toh
Aaj se dil tera hai
Durr na jayega yeh kabhi
Aya toh tha yeh mehmaan banke
Reh jaye yahin
Tu keh de toh
Kal ke din ka sawera
Teri hi baahon mein ho yahin
Shaam bhi tere hi naam kardein
Kaho toh sahi
Tu keh de toh
Dil hai
Har din hai
Tere liye
Tu mangey toh
Jaan bhi
Le ja abhi
Kuch na kahein
Bas pyaar se keh do
Ek baar mujhse
Duniya bana dunga main nayi
Jo bhi tere dil mein aaj aye
Sab ho wahin
Bolo na
Jo bhi hai dil mein
Mere yeh dil se
Keh do na
Jo bhi hai dil mein
Mere yeh dil se
Mere yeh dil se
Kaho
Teri
Kya arzoo
Main sunne ko
Betaab hoon
Kya karein
Tere liye
Bolo na
Arey bolo na
Main hoon tere
Isharon pe
Tu bol de
Isharon se
Kya karein
Tere liye
Bolo na
Arey bolo na
Tu keh de toh
Sab ki nazaron ke agay
se tujhko chura le jaun abhi
Logon ki baaton se kya hi lena
Parwah Nahin
Yaan keh de toh
Teri nazron ke agay
Betha rahe mera dil yahin
Aya toh tha yeh mehmaan banke
Reh jaye wahi
Mehmaan hi
“THE END”
Tu Keh De Toh | Anuv Jain | Call Me Bae S2 | Ananya Panday, Vir Das, Gurfateh Pirzada, Vihaan Samat
#TuKehDeTohLyrics #AnuvJain #Lyricsilly

