Song Details:-
Song Title:- Daddy Cool
Vocals: Arijit Singh, Shilpa Rao
Album / Movie: KING
Composers: Sachin-Jigar
Director of Choreography: Vaibhavi Merchant
Lyrics: Kumaar
Original English Vocals: Boney M
Original English Lyrics & Composition: Frank Farian & George Reyam
“Daddy Cool Lyrics”
Arijit Singh, Shilpa Rao Ft. Boney M
She’s Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
Aaja karle poori jo zidd hai teri
Main bhi dekhoon kahaan tak hai hadd ye teri
O chaand taare tod doon main
Todun na dil ye tera
Hai fark itna har Haseena se
Hai ye hi waada mera
Purani teri aadatein ye shararatein ab nahi sudharni
Chalti hai kharab to theek baat kya karni
Tere aage aafatein peeche aafatein
Ho na jaaye galti
Ho bhi jaaye yaar ye galtiyaan
To ho jaldi jaldi
Daddy Daddy Cool – x4
She’s Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
I’m Crazy like a Fool
Daddy Daddy Cool
Ho raat hai din se achhi
Hone de neendein kachi
Aaj nahi kal dekhenge khaab
Koi jo pooche humse
Yaar pe kitne kharche
Marzi se denge hum hisaab
I’m Crazy like a Fool
What about Daddy Cool
Tere liye sar le loon badnamiyaan
Chahe karle sharton pe manmaaniyaan
Purani hai ye aadatein ye shararatein ab nahi sudharni
Chalti hai kharaab to thik baat kya karni
Mere aage aafatein peeche aafatein
Ho na jaaye galti
Ho bhi jaaye yaar ye galtiyaan
to ho jaldi jaldi
Daddy Daddy Cool – x4
She’s Crazy like a Fool
Wild about Daddy Cool
I’m crazy like a Fool
Daddy Cool
“THE END”
Daddy Cool (KING Version) | Shah Rukh Khan, Kareena | Sachin-Jigar, Arijit, Boney M, Shilpa, Kumaar
#DaddyCoolLyrics #KING #ArijitSingh #ShilpaRao #BoneyM #ShahRukhKhan #Kareena #Lyricsilly

