Aadha Adhoora Lyrics – Shreya Jain

Aadha Adhoora Lyrics From Aadha Adhoora Song Is New Latest Hindi Song Sung By Shreya Jain With Music Also Given By Shreya Jain. Aadha Adhoora Song Lyrics Are Written By Anurag Mishra

Aadha Adhoora Lyrics - Shreya Jain

Song Details:-
Song Title:- Aadha Adhoora
Sung By:- Shreya Jain
Composed By:- Shreya Jain
Lyrics By:- Anurag Mishra

“Aadha Adhoora Lyrics”

Shreya Jain

Tu mera utna nahi kya
Jitni main teri hui hoon
Kyu na ise tu koi toh naam de
naam de

Tujhko hi soch ke maine
Likh di kai hain kitaabein
Milte nahi lafz jab tu saamne
saamne

Kaise, kaise main tujhse chhupaaun
Hai jo pyaar yeh kaise jataau

Tera mera naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?
Tera mera naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?

Karti hoon koshishein ke tujhko kuch na kahoon
Par dekhun main tujhe toh dil poora saunp du
Lagta hai darr mujhe ke kahin main kho na du
Jitna hai utna bhi

Jaane khud ko kaise haari main tujhme
Jeeta koi hai kya isme?

Tera mera naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?
Tera mera naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?

Tera mera naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?
Tera mеra naata siya nahi jaata
Aadha-adhoora sa kyu hai yeh, kyu hai?

“THE END”


Aadha Adhoora | Shreya Jain | Official Music Video

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

8 − 4 =