Ajnabi Lyrics from Ajnabi Song is New Hindi Song sung by Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani, Amna Riaz with music also given by Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani, Amna Riaz. Ajnabi song lyrics are written by Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani
Song Details:-
Song Title:- Ajnabi
Performed By:- Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani, Amna Riaz
Written By:- Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani
“Ajnabi Lyrics”
Hassan Sheikh, Roshaan Sherwani, Amna Riaz
Ek khwaab sa jaga dil mein vo lamha
Phir se dikha hai teri galiyon ka rasta
Mere dil se tere dil ka ek rasta hai nayab sa
Ho ker bhi duur tujhko maine hai na khoya
Kyun ajnabi aaj phir se
Tera zikar hone laga hai?
Wahi dard phir se jaga hai
Jis dard ki tu dawa hai
Naye mosumon ki ghari mein
Khushiyon ki mehfil sajhi hai
Har gham se tou dil juda hai
Tujhe yaad phir kyun kia hai?
Kabhi jo badal ye barsein
Dikhein guzre pal vo saare
Gire har boondh mein bassein raaz saare jo
Keh na main saka
Per hai aarzi ye takleef
Guzar jaye ga waqt ye bhi
Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta
Meri jaan
Meri aas
Kaash koi aur kahani hoti
Kya beeti mujh pe
Tujhe bhulaane mein
Waqt ke pehloo mein tujhko
Rakhloon chupake kahin
Sochoon phir tera
Kisi bahaney se
Phir kabhi mil ja na
Baarishon ki aahat ban ke
Chupke se keh ja na
Tanha nahi hoon main tujhse
Hoo mere dil se tere dil ka ek rasta hai nayab sa
Ho ker bhi duur tujhko maine hai na khoya
Kyun ajnabi aaj phir se
Tera zikar hone laga hai?
Wahi dard phir se jaga hai
Jis dard ki tu dawa hai
Naye mosumon ki ghari mein
Khushiyon ki mehfil sajhi hai
Har gham se tou dil juda hai
Tujhe yaad phir kyun kia hai?
Kabhi jo badal ye barsein
Dikhein guzre pal vo saare
Gire har boondh mein bassein raaz saare jo
Keh na main saka
Per hai aarzi ye takleef
Guzar jaye ga waqt ye bhi
Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta
Dil se jo
Tune kaha hai
Maine suna hai
Mera haal bhi
Kehne de na
Behne de na
Darya dil ka
Kyun ajnabi aaj phir se
Tera zikar hone laga hai?
Wahi dard phir se jaga hai
Jis dard ki tu dawa hai
Naye mosumon ki ghari mein
Khushiyon ki mehfil sajhi hai
Har gham se tou dil juda hai
Tujhe yaad phir kyun kia hai?
Kabhi jo badal ye barsein
Dikhein guzre pal vo saare
Gire har boondh mein bassein raaz saare jo
Keh na main saka
Per hai aarzi ye takleef
Guzar jaye ga waqt ye bhi
Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta
Kabhi jo badal ye barsein
Dikhein guzre pal vo saare
Gire har boondh mein bassein raaz saare jo
Keh na main saka
Per hai aarzi ye takleef
Guzar jaye ga waqt ye bhi
Mujhe manzoor aesa har gham jiska hai tujhse wasta
“THE END”