Be Qarari Si Lyrics from Be Qarari Si Song is New Urdu Song sung by Ali Zafar with music also given by Alistair Alvin. Be Qarari Si song lyrics are written by Jaun Elia
Song Details:-
Song Title:- Be Qarari Si
Singer:- Ali Zafar
Composer By:- Ali Zafar
Poetry By:- Jaun Elia
Music By:- Alistair Alvin
“Be Qarari Si Lyrics”
Ali Zafar
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Jo guzaari na jaa saki hum se
Hum ne woh zindagi guzaari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Us se kahiyo ke dil ki galiyon mein
Raat din teri intizaari hai
Us se kahiyo ke dil ki galiyon mein
Raat din teri intizaari hai
Hijr ho ya visaall ho kuch ho
Hum hain aur us ki yaadgaari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Bin tumhaare kabhi nahi aayi
Kya meri neend bhi tumhaari hai
Bin tumhaare kabhi nahi aayi
Kya meri neend bhi tumhaari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Aap mein kaise aaun main tujh bin
Saans jo chal rahi hai aari hai
Be qaraari si be qaraari hai
Wasl hai aur firaaq taari hai
Be qaraari hai
Be qaraari hai
Be qaraari si
“THE END”

