Ghar Hai Kahan Lyrics – Akash Kaushal, Bharath

Ghar Hai Kahan Lyrics from Ghar Hai Kahan Song is New Hindi Song sung by Akash Kaushal, Bharath with music also given by Bharath. Ghar Hai Kahan song lyrics are written by Akash Kaushal

Ghar Hai Kahan Lyrics - Akash Kaushal, Bharath

Song Details:-
Song Title:- Ghar Hai Kahan
Artist:- Akash Kaushal, Bharath
Composition By:- Akash Kaushal
Lyric:- Akash Kaushal
Music:- Bharath


“Ghar Hai Kahan Lyrics”

Akash Kaushal, Bharath

Sapno ki hai yahi udaan
Gir na jaaun kahin
Duur toh jaana hai bohot
Taare hote wahin

Anjane shehron mein hi toh
Dhundhta khushi
Kaise kaise bharoon main
Khaalipan yahi

Jahan sapne, ghar hai nahin
Jahan ghar hai sapna kahan
Mann le aaya hai mujhko yahin
Phir puche ghar hai kahan

Milte hai log toh bahut
Koi apna nahin
Na pehchaan hai mujhe
Hoon naadaan abhi

kar rahan hoon yaad ab
Galiyaan sabhi
Kaise kaise dhaloon main
Duniya nayi

Maana hota jo likha wahi
Duniya se bhi ladta wahi
Ho jahan ghar le bana na puche ghar hai kahan

Jahan sapne, ghar hai nahin
Jahan ghar hai sapna kahan
Mann le aaya hai mujhko yahin
Phir puche ghar hai kahan

Rota akela na yahan
Deewarein sang
Main dekhun ghadi badate waqt
Khidkiyon se aayi jo guzar yeh hawa
Poch de aansu mere sab

Deewaron se rootha main kyu
Isme unka bhi kya hai gunaah
Na bhatakta mann yeh mera na puche
Ghar hai kahan

Jahan sapne, ghar hai nahin
Jahan ghar hai sapna kahan
Mann le aaya hai mujhko yahin
Phir puche ghar hai kahan

“THE END”


Ghar Hai Kahan (Official Music Video) – Akash Kaushal, Bharath

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

15 − 5 =