Hasi Lyrics from Hasi Song is New Hindi Song sung by Vanshika Gautam with music also given by Mahir Baweja. Hasi song lyrics are written by Kunaal Vermaa
Song Details:-
Song Title:- Hasi – Unplugged
Singer:- Vanshika Gautam
Music:- Mahir Baweja
Original Credits:
Singer: Shreya Ghoshal
Album: Hamari Adhuri Kahani
Lyricist: Kunaal Vermaa
Music: Ami Mishra
Music Label: Sony Music India
“Hasi Lyrics”
Vanshika Gautam
Main jaan ye vaar doon, har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon
Main jaan ye vaar doon, har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon
Saari hadein maine meri ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye
Haan, hasi ban gaye, haan, nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye
Kya khoob Rab ne kiya, bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko Khuda
Kya khoob Rab ne kiya, bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko Khuda
Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye
Haan, hasi ban gaye, haan, nami ban gaye
Tum mere asmaan, meri zameen ban gaye
“THE END”

