Maza Pyaar Karne Mein Lyrics from Maza Pyaar Karne Mein Song is New Hindi Rap Song sung by King, Kumar Sanu, Aditya Dev with music also given by Aditya Dev. Maza Pyaar Karne Mein song lyrics are written by King
Song Details:-
Song Title:- Maza Pyaar Karne Mein
Artist:- King, Kumar Sanu, Aditya Dev
Lyrics:- King
Music:- Aditya Dev
Composed:- King, Aditya Dev
“Maza Pyaar Karne Mein Lyrics”
King, Kumar Sanu, Aditya Dev
Jo na dekhu
Tadap jau
Tu jo na bole toh dar jau
Tu bas kehde
Mai mar jaau
Iss baat se na ghabraau
Agar meri jaan tere kadmo ke neeche aa gayi
Chalo kisi kaam toh aayegi meri aashiqui
Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi
Lo meri…
wafaaon…
ka peelo jaam bharkar
Khareede…
na koi…
tumhe imaan samajh kar
Hawaao…
se pucho…
jo bheji thi raat ghar par
Hai usme…
nami jo…
wo hai tujhse pyaar kar kar
Chalo kisi zariye toh aaye chehre pe taazgi
Chalo kisi kaam toh aayi hai meri aashiqui
Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi
Tu jo ghar pe na dikhe
Toh ghar ye makaan sa hai
Tu jo chhod gayi fir raja kaha ka hai
Lagti hi jaa rahi hai tu wajah si
Apne haatho likhi hai ye khuda ki siyaahi se
Chalo kisi kaam toh aayegi baatein kaagzi
Chalo kisi kaam toh aayegi meri aashiqui
Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi
Maza pyaar karne mein
Karne mein
Maza tujhse ladne mein
Ladne mein
Meri jaan
Meri jaan
Meri jaan
“THE END”

