Maza Pyaar Karne Mein Lyrics – King, Kumar Sanu, Aditya Dev

Maza Pyaar Karne Mein Lyrics from Maza Pyaar Karne Mein Song is New Hindi Rap Song sung by King, Kumar Sanu, Aditya Dev with music also given by Aditya Dev. Maza Pyaar Karne Mein song lyrics are written by King

Maza Pyaar Karne Mein Lyrics - King, Kumar Sanu, Aditya Dev

Song Details:-
Song Title:- Maza Pyaar Karne Mein
Artist:- King, Kumar Sanu, Aditya Dev
Lyrics:- King
Music:- Aditya Dev
Composed:- King, Aditya Dev

“Maza Pyaar Karne Mein Lyrics”

King, Kumar Sanu, Aditya Dev

Jo na dekhu
Tadap jau
Tu jo na bole toh dar jau
Tu bas kehde

Mai mar jaau
Iss baat se na ghabraau
Agar meri jaan tere kadmo ke neeche aa gayi
Chalo kisi kaam toh aayegi meri aashiqui

Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi

Lo meri…
wafaaon…
ka peelo jaam bharkar

Khareede…
na koi…
tumhe imaan samajh kar

Hawaao…
se pucho…
jo bheji thi raat ghar par

Hai usme…
nami jo…
wo hai tujhse pyaar kar kar

Chalo kisi zariye toh aaye chehre pe taazgi
Chalo kisi kaam toh aayi hai meri aashiqui

Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi

Tu jo ghar pe na dikhe
Toh ghar ye makaan sa hai
Tu jo chhod gayi fir raja kaha ka hai

Lagti hi jaa rahi hai tu wajah si
Apne haatho likhi hai ye khuda ki siyaahi se

Chalo kisi kaam toh aayegi baatein kaagzi
Chalo kisi kaam toh aayegi meri aashiqui

Aa haa haa
Maza pyaar karne mein aata hai tujhse hi
Aa haa haa
Maza yaar ladne mein aata hai tujhse hi

Maza pyaar karne mein
Karne mein
Maza tujhse ladne mein
Ladne mein

Meri jaan
Meri jaan
Meri jaan

“THE END”


Maza Pyaar Karne Mein | King, Kumar Sanu, Aditya Dev | Raja Hindustani | Official Music Video

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

8 − 3 =