Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics – Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu, Alka Yagnik

Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics - Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu, Alka Yagnik

Song Details:-
Song Title:- Aankhon Se Tune 2.0
Singers:- Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu, Alka Yagnik
Lyrics:- Mohsin Shaikh
Music:- Lijo George
Composer:- Lijo George
Producer:- Lijo George

Original Music : Jatin-Lalit
Original Lyrics: Sameer Anjaan


“Aankhon Se Tune 2.0 Lyrics”

Dev Negi, Palak Muchhal, Kumar Sanu, Alka Yagnik

Pehli Nazar Mein Tumko Yaara Apna Maan Liya
Tu Jo Nahi Toh Kuch Nahi Hai
Ab Yeh Jaan Liya

Saanse Jal Ne Lagi
Rooh Tadap Ne Lagi
Tu Bhi Ruk Sa Gaya
Main Bhi Tham Si Gayi

Chaah Raha Hai Yeh Kaisa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah

Baarish Mein Shola Bhadakne Laga
Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi
Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha

Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga

Thodee Sardee Bhee Hai
Thodee Garmee Bhee Hai
Thodee Hai Bebasee
Thodee Marjee Bhee Hai

Aise Me Ham Bhala
Kya Karen Tu Bata
Jo Bhee Hota Hai Woh
Hone De Dil Ruba

Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga
Tanhai Mein Hum Mile Is Tarah
Baarish Mein Shola Bhadakne Laga

Tu Tadapne Laga Main Machalne Lagi
Boond Tan Pe Giri Jaan Machalne Lagi

Chha Raha Hai Ajab Sa Nasha
Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya
Dil Yeh Deewana Dhadkane Laga

“THE END”


Aankhon Se Tune 2.0 | Bhai Tera Star Hai | Raghav, Niharika | Lijo, Dev, Palak, Kumar, Alka, Mohsin

#AankhonSeTune20Lyrics #DevNegi #PalakMuchhal #KumarSanu #AlkaYagnik

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

fourteen + one =