Dil Lyrics - Afusic X Zoha Waseem X Ali Soomro – Lyricsilly

Dil Lyrics – Afusic x Zoha Waseem x Ali Soomro

Dil Lyrics - Afusic x Zoha Waseem x Ali Soomro

Song Details:-
Song Title:- Dil
Artist:- Afusic & Zoha Waseem
Song Produced by: Ali Soomro
Composed by: Afusic & Ali Raza
Arranged by: Ali Soomro
Lyrics: Afusic & Ali Raza
Mastered By: Sean Tallman


“Dil Lyrics”

Afusic & Zoha Waseem

Haan Phirne Lage Hain Din Mere
Par Kuch Toh Kami Hai Bin Tere
Haan Dil Ko Roka Tinko Se
Kahin Doob Na Jaaye Bechara

Haan Jeene Ka Maza Hai Dil De Ke
Log Phirte Hain Haathon Mein Dil Le Ke
Par Inki Na Baaton Mein Tum Aana
Haan Rehna Sambhal Ke

Beshak Tumhein Jaan Se Pyara Main
Sab Jaante Pagal Awaara Main
Tum Na Sunti Kahani Auron Ki
Tum Jaanti, Pyaar Tumhara Main Hi Hoon

Jo Qaidi Hoon
Teri In Jheel Si Aankhon Ka
Main Aashiq Hoon Gulabon Ka
To Zakhm Qubool Hai Kaanton Ka

Tu Pal Qurbat Ke Do Chaar De De
Kuchh Hosh Ke Nakhun Le Lena
Tu Insaaf Kar De
Teri Nazar Utaroon

Haan Phirne Lage Hain Din Mere
Par Kuchh To Kami Hai Bin Tere
Haan Dil Ko Roka Tinko Se
Kahin Doob Na Jaaye Bechara

Par Jeene Ka Maza Hai Dil De Ke
Log Phirte Hain Haathon Mein Dil Le Ke
Par Inki Na Baaton Mein Tum Aana
Haan Rehna Sambhal Ke, Aa..

Haan Dhoop Mein Saaya Tu Hi Hai
Dil Mein Samaya Tu Hi Hai
Ajar Jo Paaya Tu Hi Hai

Learn a Language
Main Toh Hoon Teri Jaan-E-Man
Na Karna Tu Deri Jaan-E-Man
Main Chahti Hoon Waqt Yeh Tham Jaaye
Baahon Mein Mujhe Le Lo Jaan-E-Man

Aur Chal Doongi Saath Mein To Tere
Jo Bhi Raahein Tu Dikha De
Soch Na Ghairon Ke Dilon Ka
Koi Tujh Sa Ab Kahan Hai

Teri Hoon Is Zindagi Mein
Haan Agli Bhi Tujhpe Vaaroon
Main Kehti Hoon
Hum Saath Mein Dekhein
Noor Yeh Saat Jahaanon Ka

Toh Pal Qurbat Ke
Main Hazaar De Doon
Ke Tu Aaja Chhod Ke
Duniyaavi Khumaar Jo Hain
Mujhe Dil Mein Basa Lai

Haan Phirne Lage Hain Din Mere
Par Kuch To Kami Hai Bin Tere
Haan Dil Ko Roka Tinko Se
Kahin Doob Na Jaye Bechara

Par Jeene Ka Maza Hai Dil De Ke
Log Phirte Hain Haathon Mein Dil Le Ke
Par Inki Na Baaton Mein Tum Aana
Haan Rehna Sambhal Ke..

“THE END”


Dil | Coke Studio Nu.WAV | Afusic x Zoha Waseem x Ali Soomro

#Dil #Lyrics #Afusic #ZohaWaseem #AliSoomro

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

12 − 11 =

close