Ganga Ke Kinare Lyrics – Bunny & Sagar

Ganga Ke Kinare Lyrics from Ganga Ke Kinare Song is New Hindi Song sung by Bunny & Sagar with music also given by Bunny. Ganga Ke Kinare song lyrics are written by Sagar

Ganga Ke Kinare Lyrics - Bunny & Sagar

Song Details:-
Song Title:- Ganga Ke Kinare
Singer:- Bunny & Sagar
Music:- Bunny
Compose:- Bunny
Lyrics:- Sagar
Flute:- Kiran Vinkar


“Ganga Ke Kinare Lyrics”

Bunny & Sagar

Chaand ko niharu
Shiv Jo pukaru x2

Ganga ke kinaare baith ke
Baith ke…
Ganga ke kinaare
baith ke

Rooh ko sawaru
Aarti utaaru
Ganga ke kinaare baith ke x2
Baith ke….

Hum toh hmare hi jeevan se hai itne
Sataaye hue
Toote hain bikhre hain hum toh
Sabke bhulaye hue

Kehte hain aaye jo
Ganga nahaye
Har jaate hain sab log
Ab humne samjha hai
Ab humne jana
Kyu ganga aate hain log

Thakk gaye the hum
Dukhon ko utha ke
Ab chain ayaaa
Aayi ab saansain
Ganga ke kinaare baith ke
Baith ke …. X2

Kyu roye har baat me bandeya
Kya laya tha sath me bandeya
Jaane de jo chala gaya hai
Kuch bi nai tere hath me bandeya

Man nahi bharta
Jitna bi taakain
Itna sukoon hain
Bhar gayi aankhain
Ganga ke kinaare bath ke…

Ganga dharaye shivaye Ganga dharaye
Har har bole namah shivaye..

“THE END”


Ganga Ke Kinare | Bunny | Sagar | Kripa Record

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

1 × 3 =