Song Details:-
Song Title:- Jhoot
Artist:- Talha Anjum, Bibash Jk
“Jhoot Lyrics”
Talha Anjum, Bibash Jk
Meri kalaa bhi tumhi se
Dil ko hai raah ek tumhi se
Is duniya se tou khana jungi
Meri sulaah hai tumhi se
Tum laa-pata ho kahin pe
Baadal tou aa bhi gaye thay
Baras ke wo jaa bhi chuke hain
Hum aesi barsaatein chahte nahin thay
Hum chahte thay duniya ek aesi jahan bheer naa ho,
naa ho koi shor-o-gul
Hum chahte thay baarish ki awaaz,
mitti ki khushbhu aur chaman mein khiltay gul
Hum chahte thay tujh ko aur chahte thay
itna ke chah ke bhi naa bhool paayein ab
Hum chahte mai-khanay aur jaate bhi
itna sab samjhein hum waapas naa ayein ab
Tou bolo kya karein?! (Kya karein)
Kyun karein bayaan kuch bhi sab tere saamnay
Meri be-dili, yeh tashnigi, yeh duniya ki saazishein
Tu meri sardiyon ki dhoop thi, ab andherey chhaa chukay
Tu koi khuda nahin, mera sach ghalat, tu jhoota sahi
“THE END”
Talha Anjum, Bibash Jk – Jhoot | Official Music Video |
#JhootLyrics #TalhaAnjum #BibashJk

