Main Na Raha Mera Lyrics - Arijit Singh – Lyricsilly

Main Na Raha Mera Lyrics – Arijit Singh

Main Na Raha Mera Lyrics - Arijit Singh

Song Details:-
Song Title:- Main Na Raha Mera
Singer: Arijit Singh
Music: Rahul Nair
Lyrics: Dev Pandey; Hook by Rajesh Dheeraj
Music Arranged By: Altaf Shajudeen
Rabab: Sultan Masood
Guitars: Sarthak Ray
Bass: Rahul Nair
Mixed & Mastered by: Alok Punjani
At Studio208
Music Atmos mix and master: Ishaan Shivdeo at Kynsaa Studios Mumbai

Arijit’s Voice Recorded by: Sukanto Singha
Artist Coordinator: Ashish Biswal


“Main Na Raha Mera Lyrics”

Arijit Singh

Iss martaba aisa hua
Kar ke wafa kya kar di khata
Dil mein kami tere ishq ki
Yoon door hoke bhi kuch na mila

Bikhre hai hum jaise koi
Hai khwaab ke tukde kayi
Ye dooriya hairaan hai
Kyun beasar sajde sabhi

Pheeki lage ye zindagi
Naraaz kyun mujhse hassi
Rehne lagi sang mere bekhudi
Chaahe ye dil sunna tujhe
Thaame tujhe chalna mujhe
Kehna tujhe kitna hai tu laazmi

Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se hue hum juda
Main na raha mera

Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se hue hum juda
Main na raha mera

Dhadkane jo bedam hui
Chaahatein kaha kam hui
Ae khuda, ye mujhko de bata
Zindagi jo mili tujhse hee
Kho gayi tere jaate hee
Dhundhta hai tujhko har jagah

Ab gham bhi na hota bayaan
Kuch aisi hai ye daastaan
Saanso ke tham jaane mein hai sukoon
Sehraon mein tu aabida
Raato ka tu mahtaab tha
Sochoon tere jaane ke baad kyun

Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se hue hum juda
Main na raha mera

Main na raha mera
Main na raha mera
Jab se hue hum juda
Main na raha mera

Khwaabo ke taare
Toote saare
Juda, juda hai ek dooje se jaise
Kashti mein doobe ho saare

“THE END”


Main Na Raha Mera (Song): Adhyayan Suman | Divita Rai | Arijit Singh | Rahul Nair

#MainNaRahaMera #AdhyayanSuman #ArijitSingh

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

12 + 7 =

close