Naamumkin Lyrics from Naamumkin Song is New Hindi Song sung by Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin – Jigar with music also given by Sachin – Jigar. Naamumkin song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya
Song Details:-
Song Title:- Naamumkin
Singer:- Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin – Jigar
Music:- Sachin – Jigar
Lyrics:- Amitabh Bhattacharya
“Naamumkin Lyrics”
Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin – Jigar
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere Mera Hona
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere .. Mera Hona
Hai Naamumkin
Yeh Ankaha Sa Jo Vaada Hai
Aadha Mera Tera Aadha Hai
Tujh Bin Bemaani Si Raatein Hain
Tu Na Ho Toh Khamkha
Ke Hain Yeh Din
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere.. Mera Hona
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Teri Khaatir Toh Kya Kya
Main Karna Chaahta Hun
Tere Sapnon Mein Rang Saaton
Main Bharna Chaahta Hun
Yakeen Naa Ho Agar Toh
Mujhe Tu Aazmaa Le
Teri Har Aazmaayish Se
Guzarna Chaahta Hun
Tujhko Kuchh Saabit Na Karna Hai
Bas Meri Jaan Itna Karna Hai
Ab Se Kareeb Hi Rehna Hai
Meri Nazar Se Yeh Chehra Hataye Bin
Hai Naamumkin
Hai Naamumkin
Bina Tere.. Mera Hona
Hai Naamumkin
“THE END”