Song Details:-
Song Title:- PARESHAN
Artist:- KALAM INK
LYRICIST:- KALAM INK
COMPOSER:- KALAM INK
Music:- CJ CHIRAG
“PARESHAN Lyrics”
KALAM INK
Gila hai ye
Ke tu na mili
Hamne koshishe
Bhi lakh ki
Hairanu hai tujhe dekh ke
Ke tu itni bhi
Pareshan ni
Subha hui phir rat bhi
Phir hamne teri
Khudse baat ki
Aasman nazar tha
Kyu tu baarishon me bheegne ko aai ni
Dil mere khilaf ho gaya
Mene pucha hamse pyar
To sawal
Ho gaya
Ham to aaakhri samay tak tere sath hi khade the
Or tu aaakhri samaya tak jana
Aai ni
Is akele pan me bhi ik maja hai
Tujhko milna hoga
Hamse ye saja hai
Ye bata de
Kaise jiye tere bin
Saajnaaa
Tu dikhaaa
Rastaaaaa
Jo tujh tak hi aake khatam
Haniyaaann
Na dikhaaaaa
Kya tujheeee
Ki tujhse hi shuri
Or tujhse
Hi khatam
Tha me
Teri parwa bhi karta tha mein
Hal jatane se darta tha me
Sazaya tha hamne
Phir se tute dil ko
Par phir tut gaya
Kyu ki
Is akele pan me bhi ik maja hai
Tujhko milna hoga
Hamse ye saja hai
Ye bata de
Kaise jiye tere bin
“THE END”
PARESHAN | KALAM INK | ISHA THE LAST MIXTAPE | OFFICIAL VIDEO | 2026
#PARESHANLyrics #KALAMINK #Lyricsilly

