Song Details:-
Song Title:- Tum Mere Ho
Singer:- Mohammad Faiz
Composer: Vivek Verma, Krish
Lyrics: Rashmi Virag
Music Producer: Vaibhav Pani
Music Production Coordinator: Saugato Roy Choudhury
“Tum Mere Ho Lyrics”
Mohammad Faiz
Tere ishq me,
Barbaadiyon ka jashn manzoor hai
Such bas yahi,
Tere Aage dil mera yeh majboor hai
Tu Zami pe rahe,
Aasma me chipe
Main chala aaunga,
Tu jahaan bhi Rahe.
Dooriyoon me bhi paas raho
Jeene marne ka waada karo,
Tum Mere Ho, Mere Hi Raho
Jeene Marne ka waada karo,
Haan waada, yeh waada karo
Tum Mere Ho, Mere Hi Raho.
Likha hai mere haathon me yeh k
Tu hai bana bus mere liye
Chaahe khatam ho jaaye yeh saansien
Aaunga phir se tere liye,
Aaunga Phir se tere liye.
Pehla Pehla yeh ishq hai,
Aakhir me bus main aur tum,
baarish khushboo aur yeh hawaa, zarra zarra
main aur tum,
Mere liye khuda tum hi ho,
Tum Mere Ho, Mere Hi Raho!!
Haan waada yeh waada karo
Tum mere ho Mere hi raho.
Meri Mohabbat jaaye na zaaya,
Itna rehem toh karna khuda.
Yaar ko mera saaya bana de,
Rakhu Salamat usko sada,
Rakhu Salamat usko sada.
Zakhmo ka marham ho tum hi,
Tumko choo k ji jaunga
Tum bin duniya veeran hai
Tum na ho toh mar jaunga,
Mere hisse ki saansien bhi lo
Jeene marne ka waada karo
Haan waada, yeh waada karo
Tum mere ho mere hi raho!!
Haan waada yeh waada karo
Tum Mere Ho Mere Hi Raho.
“THE END”
Tum Mere Ho – Title Track | Gurmeet Choudhary, Isha Malviya, Mohammad Faiz, Krish, Vivek V, Rashmi V
#TumMereHoLyrics #GurmeetChoudhary #IshaMalviya #MohammadFaiz #Krish #VivekV #RashmiV

