Mehboob Lyrics – Markio Tanaldo – I-Popstar Hindi Vol.2

Mehboob Lyrics - Markio Tanaldo - I-Popstar Hindi Vol.2

Song Details:-
Song Title:- Mehboob
Singer:- Markio Tanaldo
Composer:- Markio Tanaldo
Lyrics:- Markio Tanaldo
Music:- Shamir Tandon


“Mehboob Lyrics”

Markio Tanaldo

Ab chaand sitaaron se
yeh puchun har daffa
Kya dekha hai tumne
mere mehboob sa yahan

Ab chaand sitaaron se
yeh puchun har daffa
Kya dekha hai tumne
mere mehboob sa yahan

Ankhein nasheeli uski,
uski yaadon mein madhosh
Koi na pyaara uss sa
na koi hai mera aur…

Kaise batau tujhko chaahun main kitna
Tujhe paane ki khaatir
do jahaan bhi hain kurbaan

Tujhse doori sahe na jaaye, na sahe gham
Maine jo bhi hai chaha sab
Mila tere sang
Yeh dua hai jo meri
Ae khuda tu bhi sunn
Meri khushiyon ko saari usske naam par hi kar

Ab chaand sitaaron se
yeh puchun har daffa
Kya dekha hai tumne
mere mehboob sa yahan

Ankhein nasheeli uski,
uski yaadon mein madhosh
Koi na pyaara uss sa
na koi hai mera aur…

Phoolon ko bhi meheka de uss mein aisi kuch baat
Patthar bhi paa jaaye narmi uss mein aisi baat
Bin badal barsaade paani uski do aankhein
Chanda bhi sharma de, bole uss sa na koi aur.

Tujhse doori sahi na jaaye, na sahe gham
Maine jo bhi hai chaha sab mila tere sang
Yeh dua hai jo meri ae khudda tu bhi sunn
Meri khushiyon ko saari uske naam par hi kar

Ab chaand sitaaron se
yeh puchun har daffa
Kya dekha hai tumne
mere mehboob sa yahan

Ankhein nasheeli uski,
uski yaadon mein madhosh
Koi na pyaara uss sa
na koi hai mera aur

“THE END”


Mehboob | Markio Tanaldo | I-Popstar Hindi Vol.2 | EP 11 | Alright TV | Netflix

#MehboobLyrics #MarkioTanaldo #IPopstarHindiVol2 #Lyricsilly

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

fourteen + 4 =